Ye amma ki kahani hai ! ab jaisi humari amma hain , waisi hi ye kahani bhi. Sundar , saral aur sahaj. Jab ishq ki talsh me duniya bhar me ghumna shuru kiya maine , tab samjh aaya ki meri life ki sabse badi love storyt o ghar me hi hai !
To ye kissa aisa hai ki bilkul apne ghar jaisa hai !
Ye kahani un anek koshisho ke naam , jo manzil pe pahuchne se pehle kahin ruki nahi !